Non Stop

Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 12
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Teri Chah mai hadd se guzar jaoon ga Ek Din
Pyar hota hai kya ye dikhlaoon ga Ek Din

Teri Sangdili ko sehtey sehtey
Mai apni Jaan se guzar jaoon ga Ek Din

Apni chahtain sari Tujh per Waar k .
Pyar karna Tujhe b sikhaoon ga Ek Din

Jee na payega Tu b ho k Juda Mujh se
Aisa Pyar Tujh se ker jaoonga Ek Din

Andheron mai dhondta reh jayega Mujh ko
Aisi Be-Rukhi dikhlaoon ga Ek Din

Kho ker Mujh ko boht pachtayega Sanam Tuu
Wafa aisi Tujh se ker jaoonga Ek Din


Aisi Deewangi se Chahoon ga Tujh ko
Bhool jaoge Tum b sara Jahan Ek Din

Jaan Teri b Labon per ajayegi
Ban k Khaak jab mai Mitti mai mil joonga Ed Din
Posted 19 Jul 2008

Non Stop

Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 12
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

Urdu orr English ka love letter tou Common hai sab ney hi sona hoga yeh sab say common hain mager ankareeeb Physics biology kay bhi process main hain :P market main anay walay hain orr pehlay yahan ayeen gay
Posted 16 Jun 2004

Non Stop

Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 12
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
CHEMISTRY OF LOVE!
SYMBOL : ILU
ATOMIC NUMBER : 2
ATOMIC WEIGHT : Varies from Couple To couple
POSITION ON PERIODIC TABLE : Close To The Heart
OCCURANCE : Occurs In highly Reactive State , CoLLeGe CoMpOuNDs ,CiNeMa HaLLs, PaRks and BusS stOps!
METHOD OF PREPERATION :
a) : by the action of beauty upon heart. An Exothermic reaction resulting in the higher rate of blood circulation and Faster heart beat!
b) : by the combination of two complex compounds..commonly known as a Boy and a Girl!
CATALYST USED : Friends,Cousins,Movies,Restaurants and a highly active imagination!
REDUCING AGENTS : Parents,Teachers,Neighbours and Society!
GIRL + PARENTS ---> EXPLOSION + LOSS OF SALINE WATER FROM TEAR GLANDS
BOY + REDUCING AGENT ---> REBELLIONS
PHYSICAL PROPERTIES :
a) : Gas at human temperature
b) : COLOUR : Varing shades of Pink
c) : ODOUR : Strong enough to sweep one off one's feet
CHEMICAL PROPERTIES :
a) : ACTION ON SCIENTISTS : LOVE + SCIENTIST ---> PHILOSOPHER
b) : ACTION ON TEENAGERS : LOVE + TEENAGER ---> POET
c) : REACTS VIGOROUSLY WITH SUPPRESSION
d) : CANNOT BE DISSOCIATED BY USE OF "SOLID" AND "BEAT" ENERGY
USES :
a) : HELPS IN FOOD ECONOMY : As One Is In LOVE ..forgets to EAT and DRINK!
b) : SMALL AND SUBTLEDOSAGE IS NECESSARY : As It Is Go0d For BODY and MIND
c) : RAW MATERIAL FOR MOVIE THEME
d) : NON-CONVENTIONAL SOURCE OF ENERGY
INFERENCE : THROUGH "CHEMISTRY" I TRIED TO DEFINE LOVE , IT STILL REMAINS UNDEFINED!
Posted 14 Jun 2004

Non Stop

Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 12
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
accountent love letter

In the journal paper of my heart,
I have written a journal entry.
Debiting your love and your affection.
Darling you write the narration,
Your first love, I had already adjusted
On the ledger-folio column,
Any way our relations are true assets
On double-entry system
In addition, our love is true real and tangible
You debit-what comes in,
I credit-what goes out.
Your beauty is the capital of business.
My eyes are stock in trade.
Let us enter into transaction,
You secretly give me a trade discount,
I openly give you a cash discount
And thus my partner,
Our trading and profit-loss account will show super
profit
My dear let us re-concile,
all our errors and total the trial balance of our
affairs
arithmetically without maintaining any suspense
account.
In the balance sheet of our life
Our children will be our true assets and liabilities
If they are boys, they will be our sundry debtors
If they are girls, they will be our sundry creditors
But if we have a boy and a girl,
Our balance sheet will tally automatically
Posted 14 Jun 2004

Non Stop

Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 12
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Picture of Abd al-Aziz al-Rantisi

Posted 20 Apr 2004

Non Stop

Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 12
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aksar tou huwa karte hain aksar nahi hote
dunia may sabhi loog tou behtar nahi hote
kab janeye kis shakhs se ho jaye mohabbat
kuch hadsay aisey hain jo keh ker nahi hote
Posted 06 Apr 2004

Non Stop

Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 12
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Salaaaamz
hijaab kay manay hain Sharam o Haya joo Alhamadullah
Pakistan main hai   abhi tak orr rahay gi   jahan asay mamlay main logg marney marney per ajatay hain Dost ki sis sis hai halna kay woh kahan say sis ho gai liken sis hai yeh achi baat hai hona bhi yahi chahye
khair baqi Baateeen baad main
Allah Hafiz
Posted 12 Mar 2004

Non Stop

Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 12
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
abbb woh wala jiss ki dimand ki thi wesay song bohat hain maray pass mager U ki behen ki shadi hai bhai ki hoti tou oss kay hisab say bhi bhijh deh ta yani main ney abhi larki waloon ki taraf say bhijay hain


perdesiya yeh sach hai piya sab kehtay hain toonay mera dilll lay liya
main kehta hoon toonay mera dill lay liya
phooloon main kalyoon main gawoon ki galiyoon main
hamm donoon badnaam honay lagay
nadiya kenaray main masti chobaray main hamm mil kay hansnay roonay lagay
too mill gaya mjh koo piya sabb kehtay hain too nay mera dil lay liya
pardesia yeh sach hai piya.....................................
logoon koo kehnay doh kehtay hi rehnay doh
sach jhoot ham kion lagoon koo batayeen
main bhi hoon masti main too bhi hai masti main iss khushi main nacheen gayeen
sabb koo pata kia main ney kia sabb kehtay   hain kay toonay mera dil lay liya
perdisiyaaa........................................
Posted 11 Mar 2004

Non Stop

Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 12
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yeh bhi lain

Bano tere abba ki oonchi haveli
Bano mein dhoondta chala aaya

Bano tere, jhoomer ke laryan tooteen
Bano mein, moti chunta aaya
Bano tere sehray ki lar jo tooti
Bano mein, kalyan chunta aaya
Bano tere jhumkay ke nath they jhootay
Bano mein sachay moti laaya
Bano tere abba ki oonchi haveli
Bano mein dhoondta chala aaya
Posted 11 Mar 2004

Non Stop

Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 12
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yeh lain eik orrr lain song


Ho Laal meri path, rakhyo bala
Jhoolay laalun, sindri da
Sehvan da sakhi shabaz qalandar
Damadum mast qalandar
Sakhi shabaz qalandar
Ali dum dum de andher
Ho laal meri, ho laal meri
lalalalalalalla llllaaaallll alalalalal hoooooooooooo aAaAaAaaaALLlllaA

Meri behna ka jora aaya
Pyari behna ka jora aaya
Sajhtajh pe mein, jaoon qurbaan
Jhoolay laalun, sindri da
Sehvan da sakhi shabaz qalandar
Damadum mast qalandar
Sakhi shabaz qalandar
Ali dum dum de andher
Ho laal meri, ho laal meri

Meri behna ki, mehndi aayee
Pyari behna ki mehndi aaya
Laali pe mein, jaoon qurbaan
Jhoolay laalun, sindri da
Sehvan da sakhi shabaz qalandar
Damadum mast qalandar
Sakhi shabaz qalandar
Ali dum dum de andher
Ho laal meri, ho laal meri


Pyari behna ka ubtan aaya
Khushboo pe mein, jaoon qurbaan
Jhoolay laalun, sindri da
Sehvan da sakhi shabaz qalandar
Damadum mast qalandar
Sakhi shabaz qalandar
Ali dum dum de andher
Ho laal meri, ho laal meri
Posted 11 Mar 2004

Non Stop

Age: 124
7562 days old here
Total Posts: 12
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yeh song bhi naya hai orr Mujhay pasand bhi hai


Yehi Tu Hai Apna Pan
pyar ki basti ho
zindagi hansti ho
saath meray rahay tu sadaaa
is zameen per chaye
aasman tak jaye
tera mera ho aisa yeh pyar
tu jahan bhi rahay
mera dil yeh kahey
kabhi hongay na hum tum judaaa
yehi to hai apna pun

aao hum tum jhumay gayen
khushi manaye hansay
aaj saray rung hain apnay
dunya sundar lagay
aasman neela ho
dhup rung peela ho
jaisay masti mein jhumay jahan
raat jab aai ho
chandni chaayee ho
aankhon mein jub ho chaya khumaar
tub mayan mein teray
diya baqi jalay
aur us mein dikhay tera pyar
yehi to hai apna pun

yun bhi hota
hai ke jeewan
thehr jaye rukay
kitney mosam
kitney saawan
beetay doray samay
raat barh jaye to
neend nahi aaye to
aur barh jaye jub dil mein pyar
sans ruk jaye to
aank bhar aaye to
jab kabhi koi aata ho yaad
per tum gham na karo
kiya hai mushkil kaho
teray apnay to hain teray paas
yehi to hai apna pun
Posted 11 Mar 2004